*Rasullulah ﷺ ne farmaaya:*
Agar tumhe koi nuksaan pohche to ye naa kaho:
Kaash! Main is tarah karta to aisa aisa hota, balke ye kaho:
Ye Allah ki takdeer hai, woh Jo chahta hai karta hai
Isliye ke (hasrat karte hue) kaash kehna Shaitaan ke Amal ke darwaze ko khool deta hai
*Sahih Muslim: 2664*